Thursday, June 10, 2010

MY NAME IS KHAN SONGS LYRICS







Music Director: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: Niranjan Iyengar
Year: 2010
Director: Karan Johar


ROM ROM TERA......




Rom rom tera naam pukaare

Ek hue din rehen hamare

Hum se hum hi chhin gaye

Jab se dekhe nain dewane

Sajda ..

Teri kaali ankhiyon se jind meri jaage

Dhadkan se tej daudun, sapno se aagey

Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye

Sang pyaar rahe, main rahun na rahun

Sajda tera sajda, tere rehan taru na chain karoon

Sajda tera sajda, tere vaar taru meri jaan lutt doon

Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye

Sang pyaar rahe, main rahun na rahun

Sajda tera sajda, tere nain taru na hi pair taru

Sajda tera sajda, main to maan taru, meri jaan hain tu

Ranjhna naino ke teer chal gaye

Sajna saanson se dil sil gaye

Palkon mein chupa loon, tera sajda karoon

Seenay mein samaa loon, din lain karoon

Palkon mein chupa loon, seenay mein samaa loon

Tere ang ang rang mera bole

Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye

Sang pyaar rahe, main rahun na rahun

Sajda tera sajda, tere nain taru na hi pair taru

Sajda tera sajda, main to maan taru, meri jaan hain tu





SURAJ KA....



Suraj ka naya chehra

Tode darta hai har pehra

Jaane kyun har nazar mein hai

Ek junoon.. jo yahi kahe

Iss aandhi mein bhi,

Na chodenge imaan o yaara

(o yaara)

Rang de aman se aasmaan

Rang de aman se aasmaan

(Aman se aasmaan)

Suraj ka naya chehra

Baandhe rishton ka sehra

Ye dagar… bas ban jaaye

Ek lehar.. jo yahi kahe

Iss aandhi mein bhi,

Na chodenge imaan o yaara

Rang de aman se aasmaan

Rang de aman se aasmaan

Pa da sa re ga

Pa da sa ga ma

Sa re re dha ma pa sa

Pa da sa re ga

Jis gadi jazbaat ki aandhi chale

Pa da sa ga ma

Raahe reham humpe roshan rahe

Sa re re dha ma pa sa

Roshni ka saath hum le chale

Jaane kyun har nazar mein hai

Ek junoon.. jo yahi kahe

Iss aandhi mein bhi,

Na chodenge imaan o yaara

(o yaara)

Rang de aman se aasmaan

Rang de aman se aasmaan

Rang de aman se aasmaan

(Aman se aasmaan)

Rang de aman se aasmaan



AJNABI MOD.......



Ajnabi mod hai, khwab har ore hai

Har nazar pe dhua cha gaya

Pal bhar mein jaane kya kho gaya

Aasman sard hai, aanhein bhi sard hai

Kab se saya juda ho gaya

Pal bhar mein jaane kya kho gaya

Saans ruk si gayi, jism chil sa gaya

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

Noor e khuda, noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda, noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda .. bekhuda

Hoo nazarein karam, pharmai de

Oo deen o dharam, ko jagai hi de

Oo jalti huyi tanhaiyan, ruthi huyi parchahiyan

Kaise udhi ye hawa, chaya se kaisa samaa

Hmmm rooh jum si gayi, waqt tham sa gaya

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

Noor e khuda, noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda

Aaa .. ga ma pa ni sa ..

Guzare se lamho ko aas teri

Zakhmi dilo tu hai pyaas teri

Har dhadkan ko talaash teri

Tera milta nahin hai ptaa

Khali aankhein khud se sawal karein

Thumne ki cheez behaal kare

Behta lahu fariaad karein

Tera mitt ta chala hai nishaan

Rooh jum si gayi, waqt tham sa gaya

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

Noor e khuda, noor e khuda

Tu kahan chupa hai hume ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda, noor e khuda

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Aaj kal tu kahan hai ye bataa

Noor e khuda, noor e khuda

Kya ye sach hai ke tu hai humse khafa

Noor e khuda …



TERE NAINA....



Tere naina, tere naina, tere naina re – 4 times

Naino ki chaal hai, makhmali haal hai

Neechi palkon se badle samaa

Naina sharamaye jo, ya aake bar aaye jo

Tham ke ruk jaaye dono jahaan

Rab ki nemat hai teri nigaahein

Jisme basti hai uski duayein

Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye

Hoo Tere naina, tere naina, tere naina re – 2 times

Hoo Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye

Hoo Tere naina, tere naina, tere naina re – 2 times

Aahat pabon ki, chahat dhadkan ki

Unke kadamon ke hai ye nishaan

Chahe kuch na bolu, chahe raaz na kholu

Ye samajte hai meri zubaan

Mujhpe barsi jo teri nigaahein

Meri saanson ne badli adaayein

Hoo Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye

Hoo Tere naina, tere naina, tere naina re – 2 times

Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye

Hoo Tere naina, tere naina, tere naina re – 2 times

Tere naina, raahein saja de

Tere naina, doori mita de

Tere naina, dhadkan ko bada de

Tere naina, palkon mein samaa le

Wallah

Zakham pe marham, tere naina

Dhool pe shabman, tere naina

Jag bhoole bhoole, tere naina

Dil chu le chu le, tere naina

Tere naina ke aagey jo taare bhi sharamaye ..

Tere naina, tere naina

Naino ki chaal hai, makhmali haal hai

Neechi palkon se badle samaa

Rab ki nemat hai teri nigaahein

Jisme basti hai uski duayein

Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye

Hoo Tere naina, tere naina, tere naina re – 4 times.



ALLAH HI RAHEM....



Allah hi rahem, maula hi rahem – 8 times

Kaise ishq se sajh gayi raahein

Jab se dekhi hai teri nigaahein ya khuda

Main to tera ho gaya

Kaise ishq se sajh gayi raahein

Jab se dekhi hai teri nigaahein ya khuda

Main to tera ho gaya

Tu jo karam pharmaye, agam insaan ho jaaye

Mastana ho ke, deewana ho ke tujhe pal mein paa jaaye

Saansein fiza mein tu hai, rooh hai bayan mein tu hai

Har ik raah mein, har imteha mein, har ek nazare zuba tu hai

Allah hi rahem, maula hi rahem ..

O har zarre mein tu hai chupa

Phir doondhe kyun tera ptaa

Tu hai dhoop mein, tu hai saaye mein

Apne mein hai, tu paraye mein

Allah, allah ..

Meri rom rom bhi ik adaa

Tu ishq mera, ae mere khuda

Har saans mein hai bas teri dua

Tu ishq mera, ae mere khuda

Tujhe paane se badkar kujh bhi nahi

Tujhe dekhte hi dil bole yahi

Allah, allah ..

Kaise ishq se sajh gayi raahein

Jab se dekhi hai teri nigaahein ya khuda

Main to tera ho gaya

Tu jo karam pharmaye, agam insaan ho jaaye

Mastana ho ke, deewana ho ke tujhe pal mein paa jaaye

Saansein fiza mein tu hai, rooh hai bayan mein tu hai

Har ik raah mein, har imteha mein, har ek nazare zuban tu hai

Allah hi rahem, maula hi rahem ..