Friday, July 9, 2010

JO JEETA WOHI SIKANDAR SONGS LYRICS

Music Director: Jatin Lalit
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1992
Director: Mansoor Khan

PEHALA NASHA.......

Chaahe Tum Kuchh Na Kaho Maine Sun Liya

Ki Saathi Pyaar Ka Mujhe Chun Liya

Chun Liya

Maine Sun Liya

Pehla Nasha

Pehla Khumaar

Naya Pyaar Hai Naya Intezaar

Kar Loon Main Kya Apna Haal

Aye Dil-e-bekaraar

Mere Dil-e-bekaraar

Tu Hi Bata

Pehla Nasha

Pehla Khumaar

Udta Hi Firoon In Hawaon Mein Kahin

Ya Main Jhool Jaoon In Ghataon Mein Kahin

Udta Hi Firoon In Hawaon Mein Kahin

Ya Main Jhool Jaoon In Ghataon Mein Kahin

Ek Kar Doon Aasmaan Zameen

Kaho Yaaron Kya Karoon Kya Nahin

Pehla Nasha

Pehla Khumaar

Naya Pyaar Hai Naya Intezaar

Kar Loon Main Kya Apna Haal

Aye Dil-e-bekaraar

Mere Dil-e-bekaraar

Tu Hi Bata

Pehla Nasha

Pehla Khumaar

Usne Baat Ki Kuchh Aise Dhang Se

Sapne De Gaya Vo Hazaaron Range Ke

Usne Baat Ki Kuchh Aise Dhang Se

Sapne De Gaya Vo Hazaaron Range Ke

Reh Jaoon Jaise Main Haar Ke

Aur Choome Vo Mujhe Pyaar Se

Pehla Nasha

Pehla Khumaar

Naya Pyaar Hai Naya Intezaar

Kar Loon Main Kya Apna Haal

Aye Dil-e-bekaraar

Mere Dil-e-bekaraar

VO SIKANDAR.......

Vo sikandar hi doston kehlaata hai

Haari baazi ko jeetna jise aata hai

Niklenge maidan mein jis din hum jhoomke

Dharti dolegi ye kadam choomke

Hey vo sikandar hi doston kehlaata hai

Haari baazi ko jeetna jise aata hai

Niklenge maidan mein jis din hum jhoomke

Dharti dolegi ye kadam choomke

Jo sab karte hain yaaron vo kyon hum tum karein

Yoonhi kasrat karte karte kaahe ko hum marein

Gharwaalon se teacher se bhala hum kyon darein

Yahan ke hum sikandar

Chaahein to rakh lein sab ko apni jeb ke andar

Arre humse bachke rehna mere yaar

Nahin samjhe hai vo humein to kya jaata hai

Haari baazi ko jeetna humein aata hai

Ye galiyan apni ye raste apne kaun aayega apne aage

Hey raahon mein humse takrayega jo hat jayega vo ghabraake

Find More lyrics at www.sweetslyrics.com

Yahan ke hum sikandar

Chaahein to rakh lein sab ko apni jeb ke andar

Arre humse bachke rehna mere yaar

Nahin samjhe hai vo humein to kya jaata hai

Haari baazi ko jeetna humein aata hai

Ye bholi bhaali matwaali pariyan jo hain ab daulat pe qurbaan

Jab keemat dil ki ye samjhengi to humpe chhidkengi apni jaan

Yahan ke hum sikandar

Chaahein to rakh lein sab ko apni jeb ke andar

Arre hum bhi hain shehzaade gulbaag

Nahin samjhe hai vo humein to kya jaata hai

Haari baazi ko jeetna humein aata hai

Niklenge maidan mein jis din hum jhoomke

Dharti dolegi ye kadam choomke

Hey niklenge maidan mein jis din hum jhoomke

Dharti dolegi ye kadam choomke

Nahin samjhe hai vo humein to kya jaata hai

JAWAAN HO.......

Jawaan Ho Yaaron Ye Tumko Hua Kya

Aji Humko Dekho Zara

Jawaan Ho Yaaron Ye Tumko Hua Kya

Aji Humko Dekho Zara

Zamaana Abhi Hai Khaali Haath

Na Honge Sada Ye Din Raat

Kabhi To Banegi Apni Baat

Arre Yaaron Mere Pyaaron Meri Maano Dildaaron

Jawaan Ho Yaaron Ye Tumko Hua Kya

Aji Humko Dekho Zara

Zamaana Abhi Hai Khaali Haath

Na Honge Sada Ye Din Raat

Kabhi To Banegi Apni Baat

Arre Yaaron Mere Pyaaron Meri Maano Dildaaron

Mehnat Se Mile Jo Uspe Guzaar

Dooje Ke Maal Ko Thokar Se Maar

Aayegi Idhar Bhi Ek Din Bahaar

Ho Gaya Ye Zamaana Bemisaal

Zamaana Abhi Hai Khaali Haath

Na Honge Sada Ye Din Raat

Kabhi To Banegi Apni Baat

Arre Yaaron Mere Pyaaron Meri Maano Dildaaron

Isko Chhoona Nahin Hey Raam Raam

Ye To Hai Paap Ki Gathri Tamaam

Kab Ye Rut Badal Jaaye Kisko Khabar

Lag Jaayein Humein Bhi Sone Ke Par

Phir Aise Udenge Hum Sab Yaar

Gulon Se Lagegi Motor Car

Haseena Hogi Gale Ka Haar

Arre Yaaron Mere Pyaaron Meri Maano Dildaaron

Jawaan Ho Yaaron Ye Tumko Hua Kya

Aji Humko Dekho Zara

Zamaana Abhi Hai Khaali Haath

Na Honge Sada Ye Din Raat

Kabhi To Banegi Apni Baat

Arre Yaaron Mere Pyaaron Meri Maano Dildaaron

DEEWANE HUM.......

Deewane Hum Yaar Ke Parwaane Hum Pyaar Ke

Humse Hain Nagme Jawaan

Humse Hai Saara Jahan

Deewane Hum Yaar Ke Parwaane Hum Pyaar Ke

Humse Hain Nagme Jawaan

Humse Hai Saara Jahan

Humse Hai Saara Jahan

Gumsum Hon Agar Hum To Ghata Chhaye

Muskaaye To Veerane Sanwar Jaayein

Oh Gumsum Hon Agar Hum To Ghata Chhaye

Muskaaye To Veerane Sanwar Jaayein

Hum Aise Hain Mastaane

Har Koi Humko Maane

Hum Aise Hain Mastaane

Har Koi Humko Maane

Ho Humse Hai Saara Jahan

Ho Humse Hai Saara Jahan

Deewane Hum Yaar Ke Parwaane Hum Pyaar Ke

Humse Hain Nagme Jawaan

Humse Hai Saara Jahan

Humse Hai Saara Jahan

Raaton Ke Andhere Mein Jidahr Dekho

Ujaale Savere Mein Jidhar Dekho

Oh Raaton Ke Andhere Mein Jidahr Dekho

Ujaale Savere Mein Jidhar Dekho

To Hum Hi Hum Milte Hain

Hum Jaise Kam Milte Hain

To Hum Hi Hum Milte Hain

Hum Jaise Kam Milte Hain

Ho Humse Hai Saara Jahan

Ho Humse Hai Saara Jahan

Deewane Hum Yaar Ke Parwaane Hum Pyaar Ke

Humse Hain Nagme Jawaan

Humse Hai Saara Jahan

Humse Hai Saara Jahan

NAAM HAI.......

Naam Hai Mera Fonsesca Baby Humein Tum Nahin Jaanta

Naam Hai Mera Fonsesca Baby Humein Tum Nahin Jaanta

Bachke Humse Kidhar Jayega Idhar Aana Maangta

Naam Hai Mera Monica Khaali Pilli Hukum Nahin Maanta

Hum To Jaani Udhar Jayega Jidahr Jaana Maangta

Apne Paas Hai Bangla Bhi Car Bhi

Phir Oopar Se Karega Hum Tumko Pyaar Bhi

Apne Paas Hai Bangla Bhi Car Bhi

Phir Oopar Se Karega Hum Tumko Pyaar Bhi

Shaan Pyaare Teri Ek Dum Jhoothi Hai

Boot Maanga Hua Bhaade Ka Suit Hai

No No No

Naam Hai Mera Fonsesca Baby Humein Tum Nahin Jaanta

Bachke Humse Kidhar Jayega Idhar Aana Maangta

Sorry O Dear Nahin Samjha Tumko Hum

Ab Shaadi Ke Liye To Fit Ho Tum Ek Dum

Sorry O Dear Nahin Samjha Tumko Hum

Ab Shaadi Ke Liye To Fit Ho Tum Ek Dum

Phir To Ho Jayenge Sapne Poore Sanam

Jalnewaala Jalein Humk Kaahe Ka Gum

Naam Hai Mera Fonsesca Baby Humein Tum Nahin Jaanta

Naam Hai Mera Fonsesca Baby Humein Tum Nahin Jaanta

Bachke Humse Kidhar Jayega Idhar Aana Maangta

ROOTH KE.......

Rooth Ke Humse Kahin Jab Chale Jaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin Jab Chale Jaoge Tum

Ye Na Socha Tha Kabhi Itna Yaad Aaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin Jab Chale Jaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin

Main To Na Chala Tha Do Kad Bhi Tum Bin

Phir Bhi Mera Bachpan Yehi Samjhe Har Din

Chhod Ke Mujhe Bhala Ab Kahan Jaoge Tum

Chhod Ke Mujhe Bhala Ab Kahan Jaoge Tum

Ye Na Socha Tha Kabhi Itna Yaad Aaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin Jab Chale Jaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin

Baaton Kabhi Haathon Se Bhi Maara Hai Tumhein

Sada Yehi Kehki Hi Pukaara Hai Tumhein

Kya Kar Loge Mera Jo Bigad Jaoge Tum

Kya Kar Loge Mera Jo Bigad Jaoge Tum

Ye Na Socha Tha Kabhi Itna Yaad Aaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin Jab Chale Jaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin

Dekho Mere Aansoo Yehi Karte Hain Pukaar

Aao Chale Aao Mere Bhai Mere Yaar

Poochne Aansoo Mere Kya Nahin Aaoge Tum

Poochne Aansoo Mere Kya Nahin Aaoge Tum

Ye Na Socha Tha Kabhi Itna Yaad Aaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin Jab Chale Jaoge Tum

Rooth Ke Humse Kahin

SHEHAR KI.......

Shehar Ki Pariyon Ke Peechhe Jo Hain Deewane

Shehar Ki Pariyon Ke Peechhe Jo Hain Deewane

Vo Hamari Saadgi Ka Rang Kya Jaane

Arre Haan Aa Ha Dildaar Bewafa

Jo Nahin Samjhe Ki Hum Kiske Hain Deewane

Vo Hamari Aashiqui Ka Rang Kya Jaane

Arre Haan Aa Ha Samjho Na Meri Jaan

Koi Hoga Haseen Kam To Hum Bhi Nahin

Dekho Zara Nazar Bhar Ke

Itna Udo Nahin Hoi Na Aisa Kahin

Na Idhar Ke Raho Ho Na Udhar Ke

Aa Ja

Na Na

Aa Ja Meri Baahon Mein Tu Jaana Nahin Re

Na Na

Aa Ja Meri Baahon Mein Tu Jaana Nahin Re

Na Na

Yahan To Bade Bade Lut Gaye Khade Khade

Bachke Vo Bhi Kahan Jayenge

Sunke Meri Sada Chhodke Naaz-o-ada

Kachche Dhaage Mein Bandhe Aayenge

Yahan To Bade Bade Lut Gaye Khade Khade

Bachke Vo Bhi Kahan Jayenge

Sunke Meri Sada Chhodke Naaz-o-ada

Kachche Dhaage Mein Bandhe Aayenge

Jo Nahin Samjhe Ki Hum Kiske Hain Deewane

Vo Hamari Aashiqui Ka Rang Kya Jaane

Arre Haan Aa Ha Samjho Na Meri Jaan

Shehar Ki Pariyon Ke Peechhe Jo Hain Deewane

Vo Hamari Saadgi Ka Rang Kya Jaane

Arre Haan Aa Ha Dildaar Bewafa

Samjho Na Meri Jaan

Dildaar Bewafa

Samjho Na Meri Jaan

No comments:

Post a Comment