Sunday, July 11, 2010

MISSION KASHMIR SONGS LYRICS








Music Director:Shankar Ehsaan Loy
Lyrics:Rahat Indori, Sameer
Year:2000
Director:Vidhu Vinod Chopra



SO JA CHANDA........


So Ja Chanda Raaja So Ja Chal Sapno Mein Chal

Nind Ki Pariya Pehan Ke Aayi Pairon Mein Paayal

Tujhko Apne Narm Paron Par Lekar Jaayengi

Sone Ka Ek Des Hai Jiski Sair Karaayengi

Dharati Se Kuchh Dur Kahi, Saat Samandar Paar

Aakaashon Ke Bich Hai Sapno Ka Sansaar

Woh Jamin Hai Pyaar Ki, Waha Sirf Pyaar Hai

Mere Chaand Ja Wahaan Tera Intjaar Hai

So Ja Chanda Raaja So Ja Chal Sapno Mein Chal

Nind Ki Pariya Pehan Ke Aayi Pairon Mein Paayal

Jin Pariyon Ki Husn Par Jannat Ho Kurbaan

Unn Pariyon Ke Des Mein Hoga Tu Mehmaan

Hai Nayi Kahaaniya Jo Tujhe Sunaayengi

Tere Saath Naachengi, Tere Saath Gaayengi

So Ja Chanda Raaja So Ja Chal Sapno Mein Chal

Nind Ki Pariya Pehan Ke Aayi Pairon Mein Paayal

Tujhko Apne Narm Paron Par Lekar Jaayengi

Sone Ka Ek Des Hai Jiski Sair Karaayengi





RIND POSH MAAL.......


Phir zarra zarra mehkega

Khushboo ke mausam aayenge

Phir chinaar ki shaakhon pe

Panchhi ghar apna banayenge

In raahon se jaane waale

Phir laut ke waapas aayenge

Phir jannat ki galiyon mein

Sab log yeh naghma gaayenge

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Sargam ke meethe meethe sur gholo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Ae aaya hoon main pyaar ka yeh naghma sunaane

Saari duniya ko ik sur mein sajaane

Sabke dilon se nafrat ko mitaane

Aao yaaron, mere sang sang bolo

He, rind posh maal gindane graaye lo lo

Ae aaya hoon main pyaar ka yeh naghma sunaane

Saari duniya ko ik sur mein sajaane

Sabke dilon se nafrat ko mitaane

Aao yaaron, mere sang sang bolo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Jeet le jo, sabke dil ko

Aisa koi, geet gaao

Dosti ka, saaz chhedo

Dushmani ko, bhool jaao

Jeet le jo, sabke dil ko

Aisa koi, geet gaao

Dosti ka, saaz chhedo

Dushmani ko, bhool jaao

Aao yaaron, mere sang sang bolo

He, rind posh maal gindane graaye lo lo

He, rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Sangeet mein hai aisi fuhaar

Pathjhad mein bhi jo laaye bahaar

Sangeet ko naa roke deewar

Sangeet jaaye sarhad ke paar

Sangeet mein hai aisi fuhaar

Pathjhad mein bhi jo laaye bahaar

Sangeet ko naa roke deewar

Sangeet jaaye sarhad ke paar

Ho, sangeet maane naa dharm jaat

Sangeet se judi kaaynaat

Sangeet ki naa koi zubaan

Sangeet mein hai geeta quraan

Sangeet mein hai allah-o-raam

Sangeet mein hai duniya tamaam

Sangeet maane naa dharm jaat

Sangeet se judi kaaynaat

Sangeet ki naa koi zubaan

Sangeet mein hai geeta quraan

Sangeet mein hai allah-o-raam

Sangeet mein hai duniya tamaam

Toofanon ka bhi rukh modta hai

Sangeet toote dil ko jodtaa hai

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo

Rind posh maal gindane graaye lo lo


DHAUN DHAUN........


(Dhuan Dhuan Dhuan Dhuan

Dhuan Dhuan Dhuan Hi Dhuan) - 2

Yeh Saajishein Dishaao Ki

Yeh Saajishein Hawaao Ki

Lahuluhaan Ho Gayi Jamin Yeh Devataao Ki

Na Shankh Ki Sadaaye Hai

Na Abb Sada Ajaan Ki

Najar Meri Jamin Ko Lagi Hai Aasmaan Ki

Hai Dar-Badar Yeh Log Kyun

Jale Hai Kyun Makaan

Dhuan Dhuan Dhuan Dhuan

Dhuan Dhuan Dhuan Hi Dhuan

Yeh Kisne Aag Daal Di

Hai Narm Narm Ghaas Par

Likha Huva Hai Jindagi

Yahaan Har Ek Laash Par

Yeh Takht Ki Ladaayi Hai

Yeh Kursiyon Ki Jung Hai

Yeh Begunaah Khun Bhi

Siyaasato Ka Rang Hai

Lakeer Khinch Di Gayi

Dilon Ke Darmiyaan

(Dhuan Dhuan Dhuan Dhuan

Dhuan Dhuan Dhuan Hi Dhuan) - 2



CHUPKE SE SUN........


Chupke se sun, is pal ki dhun

Is pal mein jeevan saara

Sapnon ki hai duniya yehi

Meri aankhon se dekho zara

Chupke se sun, is pal ki dhun

Is pal mein jeevan saara

Sapnon ki hai duniya yehi

Meri aankhon se dekho zara

Gehra hua, phatne laga

Kohre chhate

Dekho chaaron taraf ab noor hai jannat ka

Ujli zameen, neela gagan

Paani pe behta shikara

Sapnon ki hai duniya yehi

Teri aankhon se maine dekha

Chupke se sun, is pal ki dhun

Aasha ke par lage, panchhi banke main uddi

Jinki thi aarzoo, un raahon se main judi

Kuch paa gayi, kuch kho gaya

Jaane mujhe kya ho gaya

Jaagi jaagi soyi soyi, rehti hoon khoyi khoyi

Meri bekaraari koi jaane na, jaane na

Rut hai deewani badi, chhede mujhe ghadi ghadi

Aise mein anadi dil maane na, maane na

Sapnon ki hai duniya yehi

Teri aankhon se maine dekha

Chupke se sun, is pal ki dhun

Mausam ka ho gaya, jaane kaisa yeh asar

Chehre se ab tere, hatati nahin meri nazar

Koi kahin na paas hai, bas pyaar ka ehsaas hai

Khushboo ka jhonka aaye, humein mehka ke jaaye

Humko na kuch bhi khabar hai, khabar hai

Door shehnai baji, yaadon ki dulhan saji

Seene pe tumhare mera sar hai, sar hai

Sapnon ki hai duniya yehi

Meri aankhon se dekho zara

Gehra hua, phatne laga

Kohre chhate

Dekho chaaron taraf ab noor hai jannat ka

Chupke se sun, is pal ki dhun

Is pal mein jeevan saara

Sapnon ki hai duniya yehi

Teri aankhon se maine dekha

Chupke se sun, is pal ki dhun

Teri aankhon se maine dekha

Chupke se sun

Teri aankhon se maine dekha

Chupke se sun, is pal ki dhun



BUMBRO ........


Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Bhanwre o shyam bhanwre, khushiyon ko saath laaye

Mehndi ki raat mein tum, leke saugat aaye

Ho, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko

Baaghon se phool laaye, raste sanwaarne ko

Haan, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko

Baaghon se phool laaye, raste sanwaarne ko

Haan mehndi ki chhaon mein geet sunayein bumbro

Jhoome nachein saaz gaayein, jashn manayein bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise

Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise

Bumbro bumbro bumbro bumbro

Ae, khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise

Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise

Yeh rang dhoop ka, yeh rang chhaon ka hai

Mehndi ka rang nahin, maa ki duaaon ka hai

Is mehndi ka rang hai sachcha, baaki saare jhoote

Haathon se ab mehndi ka yeh rang kabhi na chhoote

O bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi

Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi

Mehndi ki raat aayi

Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi

Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi

Rukh pe saheliyon ke, khwabon ki roshni hai

Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hai

Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro

Chaand sitaare rehkar aaye, raat ki daali

Oh chanda ki paalki mein dil ki muraad layi

Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi

Rukh pe saheliyon ke, khwabon ki roshni hai

Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hai

Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro

Chaand sitaare rehkar aaye raat ki daali, bumbro

Haan bumbro bumbro shyam rang bumbro

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro

Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Aaye ho kis bagiya se

Bumbro bumbro, oh oh tum

Bumbro bumbro, oh oh tum

Aaye ho kis bagiya se

Bumbro bumbro, oh oh

Bumbro bumbro

Aaye ho kis bagiya se

Oh oh tum

Bumbro bumbro

Bumbro bumbro

Bumbro bumbro

Bumbro bumbro

Bumbro bumbro



SO KE JHILION........



dekho dekho kyaa main dekhuun

socho socho sochuun main kyaa o o

socho ke jhiilon kaa shahar ho

laharon pe apanaa ek ghar ho

ham jo dekhein sapane pyaare sach hon saare bas aur kyaa

socho ke jhiilon kaa ...

farsh ho pyaar kaa khushbuuon kii diivaarein

ham jahaan baithake prem se din guzaarein

palakein uthein palakein jhukein

dekhe tujhe bas ye nazar

socho ke jhiilon kaa ...

bumbaro bumbaro

barf hii barf ho sardiyon kaa ho mausam

aag ke saamane haath senkate hon ham

baithii rahuun aagosh mein rakhake tere kaandhe pe sar

socho ke jhiilon kaa ...

No comments:

Post a Comment